Tab Tum Mere Paas

2
tab tum mere paas aana priye mera dar khula hai khula hi rahega tumhaare liye koi jab abhi tum ko meri zaroorat nahi bahut chaahne waale mil jaayenge abhi roop ka ek saagar ho tum kanval jitne chaahogi khil jaayenge darpan tumhen jab daraane lage jawaani bhi daaman chhudaane lage tab tum mere paas aana priye mera sar jhuka hai jhuka hi rahega tumhaare liye koi jab koi shart hoti nahi pyaar mein magar pyaar sharton pe tumne kiya nazar mein sitaare jo chamke zara bujhane lagi aarti ka diya

description

 

Transcript of Tab Tum Mere Paas

Page 1: Tab Tum Mere Paas

tab tum mere paasaana priyemera dar khula haikhula hi rahegatumhaare liyekoi jab

abhi tum ko merizaroorat nahibahut chaahne waalemil jaayenge

abhi roop ka eksaagar ho tumkanval jitne chaahogikhil jaayenge

darpan tumhenjab daraane lagejawaani bhi daamanchhudaane lage

tab tum mere paasaana priyemera sar jhuka haijhuka hi rahegatumhaare liyekoi jab

koi shart hoti nahipyaar meinmagar pyaar sharton petumne kiya

nazar mein sitaarejo chamke zarabujhane lagiaarti ka diya

jab apni nazar mein higirne lagoandheron mein apne highirne lagotab tum mere paasaana priye

Page 2: Tab Tum Mere Paas

ye deepak jala haijala hi rahegatumhaare liyekoi jab

It is a sad song from the film Purab aur Paschim which was released in the year 1970. The song is in the voice of Mukesh and is picturised on Manoj Kumar in a sad mood.